Tum Se Tum Tak (Romanization)
Share this song
Intro
jogi tū musāfir hai to pinjre mein qaidī main tāṉdilon ke jue mein māhir, jebon mein na merī paisābāṁṭ loṁgā jo bhī merā, tū jo mujhko keh de terārab kā dulārā main to, dil to terā āzād pariṁdāVerse 1
ye jo be-qarārī hai, kaisī rāzdārī haidūr jo huā main, tū pās kyūṁ na ātī hai?mehfilen sajātā hūṁ, yād hī rulātī haikab tum miloge? hai bāt ek bāqīPre-Chorus
kaisā hūṁ jo ishq na milā hai itne arson seab jo ho gayā wo kho gayā hai, kitnā tarsoge?mātam manāoge kyā? aṭkan haṭāoge kyā?khud ko jalāoge kyā?Chorus
tum se tum tak ye lāgī lagantum se tum tak ham honge khatamVerse 2
karā tūne jādū kaisā? pī lūṁ main zahar ye terāāj bhī ye sochūṁ shāyad "tere dil mein shāmil main thā"tod do bharam ye merā, bin tere na rab bhī merāādhā hī rahā hūṁ main to ādhā hī banā le terāVerse 3
kaisī ye bīmārī hai, tum se hī pāī haiphandā gale pe thā, kursī tumhārī haikaisī ye lāchārī hai, sir pe tabāhī haikapde hamāre hain, khushbū tumhārīPre-Chorus
kaisā hūṁ jo ishq na milā hai itne arson seab jo ho gayā wo kho gayā hai, kitnā tarsoge?mātam manāoge kyā? aṭkan haṭāoge kyā?khud ko jalāoge kyā?Chorus
tum se tum tak ye lāgī lagantum se hamein ab hotī jalanrāton ko main ye khoodūṁ qabartum se tum tak ham honge khatamOutro
tum se tum tak ye lāgī lagantum se hamein ab hotī jalanrāton ko main ye khoodūṁ qabartum se tum tak ham honge khatamIntro
जोगी तू मुसाफ़िर है तो पिंजरे में क़ैदी मैं तांदिलों के जुए में माहिर, जेबों में ना मेरी पैसाबाँट लूँगा जो भी मेरा, तू जो मुझको कह दे तेरारब का दुलारा मैं तो, दिल तो तेरा आज़ाद परिंदाVerse 1
ये जो बे-क़रारी है, कैसी राज़दारी हैदूर जो हुआ मैं, तू पास क्यूँ ना आती है?महफ़िलें सजाता हूँ, याद ही रुलाती हैकब तुम मिलोगे? है बात एक बाक़ीPre-Chorus
कैसा हूँ जो इश्क़ ना मिला है इतने अरसों सेअब जो हो गया वो खो गया है, कितना तरसोगे?मातम मनाओगे क्या? अटकन हटाओगे क्या?ख़ुद को जलाओगे क्या?Chorus
तुम से तुम तक ये लागी लगनतुम से तुम तक हम होंगे ख़तमVerse 2
करा तूने जादू कैसा? पी लूँ मैं ज़हर ये तेराआज भी ये सोचूँ शायद "तेरे दिल में शामिल मैं था"तोड़ दो भरम ये मेरा, बिन तेरे ना रब भी मेराआधा ही रहा हूँ मैं तो आधा ही बना ले तेराVerse 3
कैसी ये बीमारी है, तुम से ही पाई हैफंदा गले पे था, कुर्सी तुम्हारी हैकैसी ये लाचारी है, सिर पे तबाही हैकपड़े हमारे हैं, ख़ुशबू तुम्हारीPre-Chorus
कैसा हूँ जो इश्क़ ना मिला है इतने अरसों सेअब जो हो गया वो खो गया है, कितना तरसोगे?मातम मनाओगे क्या? अटकन हटाओगे क्या?ख़ुद को जलाओगे क्या?Chorus
तुम से तुम तक ये लागी लगनतुम से हमें अब होती जलनरातों को मैं ये खोदूँ क़बरतुम से तुम तक हम होंगे ख़तमOutro
तुम से तुम तक ये लागी लगनतुम से हमें अब होती जलनरातों को मैं ये खोदूँ क़बरतुम से तुम तक हम होंगे ख़तमSong info
- Release date
- 2026-10-15
- Album
- Tum Se Tum Tak
- Written by
- Kinshu Kamlesh, Yatharth Jain
- Produced by
- Jey Khamari, Kinshu Kamlesh