Maine Tere Hi Bharose (Romanization) kapak görseli

Maine Tere Hi Bharose (Romanization)

Suneel Lodhi Hanuman Ansh HI-LATN

Ho, maine tere hi bharose, HanumanSagar mein naiya dare dei
Ho, maine tere hi bharose, HanumanSagar mein naiya dare dei
Are, kahe ki va nav banai?Kahe ki patvar?Haan, kahe ki va nav banai?Kahe ki patvar?
Re rama, kahe ki laga dei janjir?Sagar mein naiya dare deiHo, maine tere hi bharose, HanumanSagar mein naiya dare dei
Are, Ram-nam ki nav banaiBhakti ki patvarHaan, Ram-nam ki nav banaiBhakti ki patvar
Rama, gyan ki laga dei janjirSagar mein naiya dare deiHo, maine tere hi bharose, HanumanSagar mein naiya dare dei
Are, kaun sakhi va mein baithon hari?Kaun a par lagae?Haan, kaun sakhi va mein baithon hari?Kaun a par lagae?
Rama, kohe khevnhare?Sagar mein naiya dare deiHo, maine tere hi bharose, HanumanSagar mein naiya dare dei
Are, Sita sakhi va mein baithon hariRama par lagaeHaan, Sita sakhi va mein baithon hariRama par lagae
Rama, Hanumat khevnhareSagar mein naiya dare deiHo, maine tere hi bharose, HanumanSagar mein naiya dare dei
Sagar mein naiya dare deiSagar mein naiya dare dei

Suneel Lodhi

1 song

All lyrics

From the same album