Tere Paas Main – Female Version (Romanization)
Share this song
Chorus
jaise tū hai paas mere, tere paas mainjaise shāmon ke savere, tere paas mainjaise kāgaz pe koī nazm likhīyā bhūlī sī koī qasamjaise pānī paas pyāse, tere paas mainjaise dil ke hain dilāse, tere paas mainVerse 1
jhūth hain ye dūriyān, jhūth fāsla haitere sāth hī rahūṅga main, bāt mein, khayāl meinChorus
jaise hoṇṭhon mein ho lālī, tere paas mainjaise kānon mein ho bālī, tere paas mainjaise tū hai paas mere, tere paas mainjaise shāmon ke savere, tere paas mainVerse 2
apnī kahānī utnī rahegīchāhe baḍhā lo, chāhe ghaṭā lokājal nahīn main, gālon kā til hūnmiṭtā nahīn main, kitnā miṭā lomerā to haṭnā mushkil baḍā haitum sāmne se shīshā haṭā loChorus
jaise āṅkhon ke ishāre, tere paas mainjaise nadiyā ke kināre, tere paas mainjaise kāgaz pe koī nazm likhīyā bhūlī sī koī qasamjaise tū hai paas mere, tere paas mainjaise shāmon ke savere, tere paas mainChorus
जैसे तू है पास मेरे, तेरे पास मैंजैसे शामों के सवेरे, तेरे पास मैंजैसे काग़ज़ पे कोई नज़्म लिखीया भूली सी कोई क़समजैसे पानी पास प्यासे, तेरे पास मैंजैसे दिल के हैं दिलासे, तेरे पास मैंVerse 1
झूठ हैं ये दूरियाँ, झूठ फ़ासला हैतेरे साथ ही रहूँगा मैं, बात में, ख़याल मेंChorus
जैसे होंठों में हो लाली, तेरे पास मैंजैसे कानों में हो बाली, तेरे पास मैंजैसे तू है पास मेरे, तेरे पास मैंजैसे शामों के सवेरे, तेरे पास मैंVerse 2
अपनी कहानी उतनी रहेगीचाहे बढ़ा लो, चाहे घटा लोकाजल नहीं मैं, गालों का तिल हूँमिटता नहीं मैं, कितना मिटा लोमेरा तो हटना मुश्किल बड़ा हैतुम सामने से शीशा हटा लोChorus
जैसे आँखों के इशारे, तेरे पास मैंजैसे नदिया के किनारे, तेरे पास मैंजैसे काग़ज़ पे कोई नज़्म लिखीया भूली सी कोई क़समजैसे तू है पास मेरे, तेरे पास मैंजैसे शामों के सवेरे, तेरे पास मैंSong info
- Release date
- 2026-06-10
- Album
- Main Vaapas Aaunga (Original Motion Picture Soundtrack)
- Written by
- A.R. Rahman, Irshad Kamil
- Produced by
- A.R. Rahman