Aawaara Angaara (Romanization) kapak görseli

Aawaara Angaara (Romanization)

A.R. Rahman Tere Ishk Mein HI-LATN

Verse 1

Teri kayinaat, mere khali hath aur tar-tar sapneGaye zakhm jag, mere seene aag, lagi sans-sans tapneTeri kayinaat, mere khali hath aur tar-tar sapneDardon se choor, gham ka guroor, kahun kya main haal apne

Chorus

Aawara, aawara, aawara angaraRaton mein dooba ambar ka banjaaraJane toota kyun, main shesha, na tara

Post-Chorus

Teri kayinaat, mere khali hath aur tar-tar sapneGaye zakhm jag, mere seene aag, lagi sans-sans tapne

Verse 2

Koi udhari hai, seene pe bhari haiPatthar hai ya dil hai?Main hi akela hun, main hi to mela hunYe kaisi mehfil hai?Ruthe savere hain, aadhe ye mere hainAadhe hain ye tereTu hai nigahon mein, lava hai ahon meinPar sard sham ghere

Chorus

Aawara, aawara, aawara angaraAnsoo hain mere ya pighla hai para?Jane toota kyun, main shesha, na tara

Verse 3

Mere imtihaan tu jo le raha haiAb na riyayten karMainne ishq sikha, mainne pyar sikhaTu chahe nafrate karMainne dil diya hai, mainne dukh liya haiTu sauda hi man le parMere imtihaan tu jo le raha haiAb na riyayten kar

Chorus

Aawara, aawara, aawara angaraRaton mein dooba ambar ka banjaaraJane toota kyun, main shesha, na tara

A.R. Rahman

3 songs

All lyrics

More from this artist