Nafrat (Romanization) kapak görseli

Nafrat (Romanization)

Darshan Raval I Loved You HI-LATN

Intro

ye kaisi fitrat hai, jaadeya?mujhe to hairat hai, jaadeyatu pehle meri hasrat tha, jaadeyatu ab meri nafrat hai, jaadeya

Verse 1

mujhko ab hosh raha na, pal-pal jaise mar jaanaaur kare na hum aitraaz bhikarke barbaad hai rakha, phir bhi na yaad hai rakhaaur rahe na hum naaraaz bhi

Pre-Chorus

tu zakhm de mujhe, chaah ke bhi bolu main na seehaay, kya pata itna gham dekekhush rehne ki salaah doge tum

Chorus

akhiyan na soye, yaara, roye, mera tuta hai dilaisa haara ke dubaara jeena hua mushkilakhiyan na soye, yaara, roye, mera tuta hai dilaisa haara ke dubaara jeena hua mushkil

Refrain

ye kaisi fitrat hai, jaadeya?mujhe to hairat hai, jaadeya (mujhe to hairat hai, jaa—)tu pehle meri hasrat tha, jaadeyatu ab meri nafrat hai, jaadeya (aa)

Verse 2

ye dard jo tere, bhulaaye bhi na jaayechhupa bhi sakun na, bataaye bhi na jaayebejurm sazaayein bahut hi sataayeinke dil kare, haay, hum abhi mar jaaye

Pre-Chorus

bebasi dil mein kitni hai dekho, yaara (aa)haay, kya hua, kya pata, jaanun na mainishq mera ye kaise zaaya ho gaya

Chorus

akhiyan na soye, yaara, roye, mera tuta hai dilaisa haara ke dubaara jeena hua mushkilakhiyan na soye, yaara, roye, mera tuta hai dilaisa haara ke dubaara jeena hua mushkil

Outro

barbaadiyon ka meri, jaanib, aane ki jo vajah bataauntu hi hai naubat, tu hi musibat, tu hi qayamat, jaadeyaaashiq duniya bhar ke saare, sabh kuchh apna ishq mein haarefana hue, tabaah hue, bikhar gaye hai, jaadeya (aa)barbaadiyon ka meri, jaanib, aane ki jo vajah bataaun (ye ishq barbaad karega)tu hi hai naubat, tu hi musibat, tu hi qayamat, jaadeya (ye ilm tha mujhe)aashiq duniya bhar ke saare, sabh kuchh apna ishq mein haare (par is qadar kar dega)fana hue, tabaah hue, bikhar gaye hai, jaadeya (ye andaaza na tha)
Song info
Release date
2025-10-18
Album
I Loved You
Produced by
Mir Desai
All lyrics