Zulfein (Romanization) kapak görseli

Zulfein (Romanization)

Mehul Mahesh HI-LATN

Tere gaalon pe bikhri hain zulfein banke baadalTeri aankhon pe de rahi hai pehra kaali kaajal
Tere gaalon pe bikhri hain zulfein banke baadalTeri aankhon pe de rahi hai pehra kaali kaajalDekh ke mera dil inhe, ho jaata hai ghaayalDekh meri aankhein inhe, ho jaati hai paagal
Neend mein tere chehre ki tasveer aati haiJaagta hoon phir bhi tu har jagah nazar aati haiNeend mein tere chehre ki tasveer aati haiJaagta hoon phir bhi tu har jagah nazar aati haiRaaste jo the mere wo tumse hi ab milte hainPhool bhi dil ke bagan mein tumse poochh ke khilte hain
Chahiye kya aur mujheTu mil jaaye bas, oh
Tere gaalon pe bikhri hain zulfein banke baadalTeri aankhon pe de rahi hai pehra kaali kaajalDekh ke mera dil inhe, ho jaata hai ghaayalDekh meri aankhein inhe, ho jaati hai paagal
Seene mein sau dard the, tere chhoone se marham lagePyaar tum jee bhar karo, phir bhi mujhe wo kam lageBaatein hon, mulaqatein hon, yeh duniya chahe jo kahePyaar main aur tu kare, to baakiyon se kyun dare
Ek hi rab se duaTu mil jaaye bas, oh
Tere gaalon pe bikhri hain zulfein banke baadalTeri aankhon pe de rahi hai pehra kaali kaajalDekh ke mera dil inhe, ho jaata hai ghaayalDekh meri aankhein inhe, ho jaati hai paagal
(Dekh ke mera dil inhe, ho jaata hai ghaayalDekh meri aankhein inhe, ho jaati hai paagal)

Mehul Mahesh

1 song

All lyrics