Dil Lagana Mana Tha (Romanization) kapak görseli

Dil Lagana Mana Tha (Romanization)

Krish Mondal HI-LATN

Intro: Kishore Mondal

Zamane ki tarah ham bhi tode hain gayeAise tanha to na the, tanha chode hain gaye (tanha chode hain gaye)

Verse 1: Kishore Mondal

Na dil se vo yaaden jayen, na raton ko ninden ayenAate hain phir khwab kyun? Aate hain kyun khwab?Jo thi tere ishq mein dubi, un ankhon mein tum le ayeAnsoo behisaab kyun? Ansoo behisaab

Pre-Chorus: Kishore Mondal & Krish Mondal, Krish Mondal

Khair hai, yaron, kam-se-kam jaan se ja na paye hamKhair hai, yaron, kam-se-kam jaan se ja na paye hamInkar ke bahane kai baar karte-karte

Chorus: Kishore Mondal & Krish Mondal

Hamne wahi lagaya dil, jahan dil lagana mana thaAkhir wahi kiye sajde, jahan sar jhukaana mana thaKyun zindagi bita di, jahan pe ik pal bitana mana tha?Kyun us gali mein rahte the ham, jahan roz jana mana tha?

Post-Chorus: Kishore Mondal

Zamane ki tarah ham bhi tode hain gayeAise tanha to na the, tanha chode hain gayeJo duayen dete the, han, usi ke hothon seAise-vaise lafz bhi hamse bole hain gaye

Verse 2: Kishore Mondal, Kishore Mondal & Krish Mondal

Baitho kisi roz tanhai meinRakho samne waqt ke aaineJo aayega chehra nazar vo kahinTumhen "Bewafa" kah ke hans na padeTujhe dil diya, istemaal hueHai tujhmein bhi dil, ye khyal raheTujhe dil diya, istemaal hueHai tujhmein bhi dil, ye khyal rahe

Chorus: Kishore Mondal & Krish Mondal

Hamne jalaya dil, jahan die bhi jalana mana thaKar baithe yaad vo chehra, jisko bhulana mana thaHam azmaye gaye, magar unhen azmana mana thaHamne wahi lagaya dil, jahan dil lagana mana tha

Post-Chorus: Kishore Mondal & Krish Mondal

(Pa-ma-pa, pa-ma-pa, ni-dha-pa, ma-ga-re-ga)(Pa, pa-ma-pa, ni-dha-pa)

Outro: Kishore Mondal

Zamane ki tarah ham bhi tode hain gayeAise tanha to na the, tanha chode hain gayeJo duayen dete the, han, usi ke hothon seAise-vaise lafz bhi hamse bole hain gaye

Krish Mondal

1 song

All lyrics