Inaam (Romanization) kapak görseli

Inaam (Romanization)

Jasleen Royal HI-LATN

Verse 1: Jasleen Royal

Teri aankhon mein kho jaye, kabhi laut ke na aayeHamein koi na bachaye, beliyanTeri aankhon mein kho jaye, kabhi laut ke na aayeHamein koi na bachaye, beliyan

Pre-Chorus: Jasleen Royal

Tere aage ab main hari, o piyaTere aage ab main hari, o piya

Chorus: Jasleen Royal

Honton pe naam tera haiTu hi inaam mera haiTere sahare hi to jite hain hamHonton pe naam tera haiTu hi inaam mera haiTere sahare hi to jite hain ham

Verse 2: Jasleen Royal

Teri aankhon mein nami main sah na sakunSare tere gham main le lunDuniya ki nazron mein zyada na sahiKhas tere liye banu

Pre-Chorus: Jasleen Royal

Tere aage ab main hari, o piyaTere aage ab main hari, o piya

Chorus: Jasleen Royal

Honton pe naam tera haiTu hi inaam mera haiTere sahare hi to jite hain hamHonton pe naam tera haiTu hi inaam mera haiTere sahare hi to jite hain ham

Bridge: Badshah

Tu jo mila to gham kho gayeTune kaha jo, ham ho gayeSine pe rakh ke sar ko tere ham sard ki dhup mein so gayeTu hi hai meri subah, tu hi hai meri shaamHazir ho jaun jo le tu mera naamTu hi hai meri chhuti, tu hi hai mera kaamTu hi hai mera gul, gulshan, gulfaam

Pre-Chorus: Badshah

Dil ye qurban meraTera sajda ab kaam meraTu hi anjaam mera hai, o piya

Chorus: Jasleen Royal

Honton pe naam tera haiTu hi inaam mera haiTere sahare hi to jite hain hamHonton pe naam tera haiTu hi inaam mera haiTere sahare hi to jite hain ham
All lyrics