Chunnari Chunnari – Let’s Go! (Romanization) kapak görseli

Chunnari Chunnari – Let’s Go! (Romanization)

Anu Malik Hai Jawani Toh Ishq Hona Hai (Original Motion Picture Soundtrack) HI-LATN

[Jonita Gandhi, Asees Kaur, IP Singh, Sudhir Yaduvanshi & Anuradha Sriram "Chunnari Chunnari – Let’s Go!" के बोल]

Intro: Anuradha Sriram & IP Singh

Aaja na, chhoo le meri chunari, sanamKuchh na main bolun, tujhe meri qasamAayi jawani sar pe mereTere bin kya karun, jawani berahm (Let's go!)Chunari-chunari (haaye), chunari-chunari

Verse 1: IP Singh, Asees Kaur, Jonita Gandhi & Anuradha Sriram

Saari rain-din, saara chain meraHosh-tabiyat loot ke le gayiUdti jaaye ban ke patangKar mujhko tang, ye kya hai keh gayi?Chunari-chunari (haaye), chunari-chunariSaari rain-din, saara chain teraHosh-tabiyat loot ke le gayiUdti jaaye ban ke patangKar mujhko tang, ye kya hai keh gayi?

Pre-Chorus: IP Singh

Lehraaye besharmi se, tadpaaye berahmi seChhoo loon, tu keh de jo zara

Chorus: Anuradha Sriram & IP Singh

Aaja na, chhoo le meri chunari, sanam (haaye)Kuchh na main bolun, tujhe meri qasamAaja na, chhoo le meri chunari, sanamKuchh na main bolun, tujhe meri qasamAaya deewana dar pe tereTere bin kya karun, bata de, berahm?

Post-Chorus: IP Singh & Anuradha Sriram

Chunari-chunari (haaye), chunari-chunari

Bridge: Sudhir Yaduvanshi

Mhaare dil mein baji pichkaariRangi main poori thaari, sajna (thaari, sajna)Teri choonar mhane samjha riKe ho gayi tu hai mhaari, sajna (mhaari, sajna)

Verse 2: Jonita Gandhi, Asees Kaur & IP Singh

Lalganj ke Lal Baagh se laal chunariya laayi(Chunari-chunari) hai tere hi liye to, sajniLaal rang mein daal-daal ke laal-laal rangwaayi(Chunari-chunari) hai tere hi liye to, sajni

Pre-Chorus: Jonita Gandhi, Asees Kaur & IP Singh

Lehraaye besharmi se, tadpaaye berahmi seChhoo loon, tu keh de jo zara

Chorus: Anuradha Sriram & IP Singh

Aaja na, chhoo le meri chunari, sanam (haaye)Kuchh na main bolun, tujhe meri qasamAaja na, chhoo le meri chunari, sanamKuchh na main bolun, tujhe meri qasamAaya deewana dar pe tereTere bin kya karun, bata de, berahm?

Post-Chorus: IP Singh & Anuradha Sriram

Chunari-chunari (haaye), chunari-chunari
Song info
Release date
2026-05-26
Album
Hai Jawani Toh Ishq Hona Hai (Original Motion Picture Soundtrack)
Written by
IP Singh, Sameer Anjaan, Anu Malik, Akshay & IP
Produced by
Akshay Raheja, Abhishek Singh
Samples
Abhijeet – Chunari Chunari

Anu Malik

1 song

All lyrics